Cricket:-
(क्रिकेट)
Cricket bhut varso se ek bahut hi
persidh khel ban gya hai, yh khel sabhi ko bhut pasand ata hai, au ye game
bachcho ko bhut pasand hai. Chote bachcho ko jha pe jgha mili vo vahi pe
cricket khelna suru kar dete hai, bachche cricket ke jyadatar sabhi niyomo ko
jante hai. Is khel me do teame hoti hai, har team me 11-11 khiladi hote hai.is
khel ko balle aur gaand se khela jata hai. Yh khel ek golle me khela jata hai. Is
khel me har jeet hoti hai, is khel me toss uchala jata hai jis ke hisab se
bowling aur batting fix hoti hai. Aur yh is bat par deppand karta haui ki kis
team ke jyada run hai, jis team ke jyada run hote hai wh hi team jiti hui mani
jati hai. Iske ground ke bich me ek pich bhi hoti hai jo ki bilkul bich me hoti
hai. Jiski lumbai 2.64 Mtr hoti hai, Ism ek gola bhi hota hai jiski lumbai 68
se 58 mtr hoti hai. Isme paryog kiye jane wale bat ki lumbai ………………………… aur bol
ka chetrfal ………………. Hota hai. Pich ke chro taraf ise khela jata hai. Is khel me
2 most khiladi hote hai ek ballebaaz aur ek gandbazz. Ballebazz tab tak khelta
rehta hai tak tak ki vo out na ho jae.
Yh khel duniya ke bhut desho me khela
jata hai. Is khel ko Bharat, Bretain, Dakshin Africa, Australia, Jimbave,
Ingleand, Ayerland, Shrilanka, Nusiland, Pakistan adi sabhi desho me yh khel
bhut faila hua hai. Yh khel abhi America me jyada nahi khel jata. Yh ek achcha
khel hai, yh khel mera bhi bhut pasandida khel hai, jab bhi kabhi National aur
International cricket game hote hai to mai apne T.V par jyadatar dekhta hu. Is khel
me bhut sare niyam hai jo ki sabhi log nahi jante, au ise jane bina koi bhi
sahi tarike se nahi khel sakta, ise achche tarike se khelne ke liye hume iske
sabhi niyamo ki jankari prapt ho sakti hai. Tha isko khelne ke liye iska maidan
bilkul sukha hua hona chahiye. Ek khiladi isme tab tak khel sakta hai jab tak
vo out na ho jae, jab yh khel suru hota hai to charo taraf bhut awaj faill jati
hai. Nye ladke is khel se bahut prbhavit hote hai.
Lagbagh har
koi ek achcha krickter banna chahta hai,
yh Bharat ka khel nahi hai phir bhi ise bharat me bhut utsha se khela jata hai.
Cricket lagbaghj sabhi deso me khela jata hai. Yh do tariko se khela jata hai.
(One day, Test match).
0 comments:
Post a Comment