Education

Education

Education :- (शिक्षा)


Jo  siksha hume di gayi achchi parvarsih ka parinam hota hai. Achchi  siksha hume apne bachpan se prapt hone lagti hai. Pahle apne mata aur pita se”jo ki hum bachpan me prapt karte hai”. School me dakhila lene ke bad ek vidhyarthi  apne school ki kitabo se,sikchk se,aur apne mitro se bhi bahut kuch siklh leta hai. Jo bhi siksha hum apne school me prapt karte hai vo bhi achchi saiksha hi hoti hai. Hum kuch siksha apne parivar me rahne wale sabhi bde vyaktiyo prapt karte hai, kuch siksha apne sath ke dosto bhi lete hai.par hume yh pta hone chahiye ki kon hume achchi siksha de rha hai aur kon galat. Achchi siksha se humara jivan ek achchayi ki taraf chal padta hai. Achchi siksha se hume apne jivan me ek achcha lakshy”Aim” najar ata hai.
Hume apne jivan me sabhi achchi bato ka anusran karna chahiye aur unka palan karna chahiye, taki humare jivan me hume age jake achchiye prapt ho or hum kuch achcha kam kar sake. Hume sabhi bde vyaktio ka kehna manana chahiye aur apne se chotto ko achchi bat btani chahiye taki sabhi ka jivan age jake safal bn sake.
Siksha ka kashy sabhi ke andar achche sanskar peda karna hota hai tatha unko agge ane wale samay ke liye atam nirbhar banan hota hai. Siksha ka matlab dusro par vichar thopna ya unka mataropan karna nahi hai aur n hi saksha ka matlab kisi ko kisi prkar ka adesh dena hota hai. Siksha ka uddesy kisi ko bhi koi segga dena bhi nahi hota hai. Jab siksha dand ban jati hai to vh aise ho jati hai jo sehan nahi ho pati, jisse aisa hone par galat kam hote hai.

sikcha ka matlab ye nahi hota ki koi bhi kewal kitab se hi siksha prapt kre, vasvik siksha
 vo hoti hai jo vyaktio ko sabhi pirkar ke andhkaro aur bandhno se mukt karti hai.
 Is pirkar ka lakshy manysu ko agyan aur andhkar tatha bandhno se mukt karna hai.



Fall of education cooperation in poverty:-(गरीबी दुर करने में शिक्षा का  सहयोग)

Vastvik siksha kisi ko bhi jhut aur apavitrta se chuda deti hai,vh uske vivek ko jagrat karke use buddhiman bna deti hai. Garibi ek aisa time hota hai jisme kisi ko bhi apne jivan me dukh aur kast hi prapt hota hai, jab hum siksha prapt kar lete hai to hum apne paro par khada hona sikh jate hai. Usse paisa kmakar apni aur apne parivar ki aajivika chale ke akal aa jati hai. Is prkar siksha manosiy  ko garibi se bhi door kar deti hai


Importance of education:- (शिक्षा के अन्य महत्व)
 Kisi ke bhi man me chaye hue galat kam aue jhut siksha ke prbhav se mit jate hai. Kayerta aur bimari chahe vo sarir se sambandhit ho ya man se sambandhit ho vo bhi mit jati hai. Siksha ka lakshy manosy ke porn roop se tayar karna hai.siksha admi ko samajik viyvhar srest tarike se karna sikhlati hai. Sikshit hokar hi vyakti desh ki mokheydhara se sahi roop se gudtta hai, tatha Rajnitik chetr me apni  bhagidari nibhata hai.

Siksha ke sambandh me ratrpita Mhatma Gandhi Ji “Bapu” kahte hai.” Maine herdiy ki siksha ko arthat charitr ke vikas ko hamesa pahle esthan diya hai…..Maine charitr ke vikas ko siksha ki buniyaad mana hai. Yadi buniyaad pakki hai, to avsar milne par balak dusri baate kisi ki shayta se ya apni takat se khud jaan sakte hai” Gandhi ji chahte the ki har vyakti ko samaj ke pirti apne krtavyo ki jimmedari nibhane ke samjh a sake.

About Unknown

0 comments:

Powered by Blogger.
class="lang:php decode:1 ">